Chorus:
Aadi mein vachan tha, vachan Parmeshwar tha
Vachno ke dwaara, srishti hui hai
Aadi mein vachan tha
Stanza 1:
Manushya hai Tere haathon ki rachna
Apne swaroop mein Tune racha hai
Maati lekar Tune usme
Apni Aatma phoonk diya hai
Stanza 2:
Srishti rachi Usne, Apne vachan se
Uske vachnon se din raat hue
Kaayam hai Uski yehi rachna
Rachna Uski gawaahi deti hai
मुखड़ा:
आदि में वचन था, वचन परमेश्वर था
वचनों के द्वारा, सृष्टि हुई है
आदि में वचन था
अंतरा १:
मनुष्य है तेरे हाथों की रचना
अपने स्वरूप में तूने रचा है
माटी लेकर तूने उसमे
अपनी आत्मा फूँक दिया है
अंतरा २:
सृष्टि रची उसने, अपने वचन से
उसके वचनों से दिन रात हुए
कायम है उसकी यही रचना
रचना उसकी गवाही देती है